Periods 12 se 13 sal ki umra me suru ho jata hai ladki ka pahala periods science ki bhasa me kahe to Rajodarshan kahalata hai halaki ki periods ka start hona apke swasth aur rahan sahan per nirbhar karta hai 2,3 sal age piche bhi ho sakta hai . Periods 2 se lekar 7 din Tak bhi ho sakta hai isme apko tej bukhar bhi asakta hai ,chehare per jhurriya bhi asakti hai , sir dard ,badan dard , jaisi chijo ka apko smana karn padega in dino me apk bahot jyada chid hogi logo se apko gussa bhi lagega , chehara utara sa lagega leki iss samay apko apne apko sambhala hoga jitna ho sake Pani piye dard ki Rahat ke liye haldi dudh piye khatte chijo ka sewan na kare apne logo ke sath rahe isse apka man bahala rahega to paresani ki sambhawana thoda kam ho sakta hai . Ek swasth mahila ke pure jiwan kal me kul 450 bar periods ata hai . Hindu dharm ke anusar yadi kisi stri ka period chal raha ho to vah kisi mandir me pravesh nahi kar sakti esa Krna uske liye abhishrap mana jata hai . Kai ladkiya ye sochati h...